
Muharram poetry in Urdu by Allama Iqbal. Best Karbala Shayari for SMS, Status, captions, and messages in Muharram ul Haram. Let’s look at the Allama Iqbal shayari on Muharram, Karbala and Imam Hussain.
Muharram Poetry by Allama Iqbal
“Ajab Mazaq Hai Islam Ki Taqdeer K Sath
Kata Hussain Ka Ser Nara e Kaqbeer K Sath”
“Had Hi Nhe Hussain Tere Intiqam Ki
Lafaz Yazeed Gali Se Badter Bana Dia”
“Rone Vala Hoon Shaheed e Karbala Ki Yad Mein
Kia Der e Maqasad Na Deien Gy Saqi Koser Mujhe”
“Gareeb o Sada o Rangeen Hai Dastan Haram
Nihayat Us ki Hussain, Ibtada Hai Ismail”
“Apni Peshani Ko Sajdaow Se Mehrom Na Rakh Iqbal
Beri Kimat Chukai Hai Us Ki Hussain Ibn e Ali Ne”
“Ho Ga Jagha Jagha Bepa Hussain Ka Matam
Jalne Lagi Hai Phir Yazeediat Isi Lie”
“Na Ishq e Hussain, Na Zoaq e Shahadat
Ghafil Smaj Betha Hai Matam Ko Ebadat”
“Karbala Ki Reet Pe Soya Huva Hai Dakh Lo
Masjadow Mein Dhoundte Ho Konse Islam Ko”
“Ali Ka Zaib o Zain Zinda Hai
Fatima Ka Chain Zinda Hai
Na Puch Waqat Ki In BeZuban Kitabow Se
Jab Suno Azaan Tu Samjo Hussain Zinda Hai”
“Dil Mein Khuda Ka Hona Lazim Hai Iqbal
Sajdow Mein Pere Rehne Se Jannat Nhe Milti”
Read MORE: Hazrat Imam Ali Quotes in Urdu About Life
“Karoro Ser Hain Jinhe Bachati Hain Namazien
Jo Bachae Namaz Ko Vo Ser Hussain Ka”
“Koi Andaza Ker Skta Hai Us K Zor-o-Bazow Ka
Nigha e Merd e Momin Se Badal Jati Hain Taqderien”
“Kahani Bas Itni Si Hai
Yazeed Tha, Hussain Hai”
ncG1vNJzZmirmKTEo7XZoaytZpOkunC51KGYq6qRonqxu8StqbJlkq56orjLmqSaZZmmr6K4jKSYq5qRoa5uv8easJqqmWR5bXiLZWNl